Recruitment at a Glance:
- ✅ Exam Name: Army Agniveer CEE 2025 Phase 1
- ✅ Total Vacancies: 60,000+ (Approx. Double)
- ✅ Result Status: Awaited
- ✅ Joining Date: January 2026
Vacancy Details & Result Date
Is saal ki Agniveer bharti mein pichle saal se double (दो गुने) se bhi zyada posts hain. Iska sabse bada reason hai ki pichle batch ke 75% Agniveer retire ho rahe hain, jiske chalte 2026 mein sainikon ki bhari zaroorat padegi. Isi wajah se physical test mein bhi 5.25 minute ka time diya gaya tha taaki zyada se zyada candidates ko select kiya jaa sake.
Jahan tak result ki baat hai, joining January 2026 mein honi hai. Isliye, result November 2025 ke first week mein aane ki poori sambhavna hai.
Expected Cut-Off Marks (ARO/ZRO Wise)
Vacancies double hone ke kaaran, is baar cut-off kaafi kam jaayegi. Pichli baar cut-off 160-175 tak gayi thi, lekin is baar aisi umeed nahi hai.
| Category / Trade | Expected Cut-Off (Marks out of 200) |
|---|---|
| Agniveer GD | 140 - 150 |
| Agniveer Technical | 135 - 145 |
| Agniveer Clerk / SKT | 150 - 160 |
| Agniveer Tradesman | 130 - 140 |
Selection Process (A to Z)
Army Agniveer ka selection process several stages mein hota hai:
| Phase | Details |
|---|---|
| Phase 1: Online CEE | Common Entrance Exam (jo aap de chuke hain). |
| Phase 2: Recruitment Rally | Ismein Physical Fitness Test (PFT), Physical Measurement Test (PMT), aur Document Verification hota hai. |
| Phase 3: Medical Examination | Rally-site par fit candidates ka medical test hota hai. |
| Final Step: Merit List & Joining | Sabhi stages clear karne ke baad final merit list banti hai aur training ke liye joining letter issue hota hai. |
Result declare hone ke baad, aap apna result official Indian Army website www.joinindianarmy.nic.in par check kar payenge. Stay connected for the direct link and all further updates.
.png)